
sahil, raqeeb, taqdeer, toofan makes this ghazal very beautiful….
Lo raqeebun main naya ik nam shamil ho gya,
ghair tha koi jo ab k rah main hayal ho gya,
ghair tha koi jo ab k rah main hayal ho gya,
din kuch esay bhi dikhai hain mujhy taqdeer nay,
main hua badnaam wo shohrat ha hamil ho gya,
main hua badnaam wo shohrat ha hamil ho gya,
gard e shey ayyam ki ham zad main esay aa gaey,
reh gaey toofan main or door sahil ho gaey,
reh gaey toofan main or door sahil ho gaey,
Us nay ankhain HIII chura li hain tum say asad,
Or chupkay se kisi janib wo mayal ho gaey,
Or chupkay se kisi janib wo mayal ho gaey,
This Poetry is awesome…. its one of the very deep ghazal i have read…