
Dil nay jab esraar kia tha
Barsoon khamooshi say chaha lekin
Phir izhaar kia tha
Os nay b kagaaz pay likh ker
Izhaar kia tha
Apnay dukh aur drd sabi kuch
Mery naam shumaar kia tha
Dil toota tu ankhen roo paren
Chen sakoon aur nindain kho de
Bay chain say boli pathar tu akhir phatar Hay
Ek pathar say pyaar kia tha