Zindagi se nazar milaao kabhi - Haar k baad muskuraao kahi Tark E ulfat k baad umeed E wafa - Ret par chal saki hai naao kabhi Ab jafaa ki sarahataiN bekaar - Baat se bhar saka hai ghaao kabhi Shaakh se mauj E gul thami hai kahiN - Baat se bhar sakaa hai ghao [...]