Friends
If You Want To Share Ghazals With Friends Then Click On Share Button Below The Post Regards.
GhazalWorld Team

Saturday, December 31, 2011

Happy New Year 2012 Friends .



"Few times to go, and New Season 2012 will be here. With the creation of year, a new era starts and with it comes new wants and new opportunities. Annually educates us some of the world's most essential classes, and with that discovering we put our advancement into the year.

And, when we enjoy this very holiday with our household, the enjoyment just increases. For this very objective, we carry to you our newest selection of new season needs, information, quotations. Dig a little further, and you will know that how new season is famous in different components on the planet.
For devoted tourists, we are also offering information about locations to check out this new season. For working people we have list of lender vacations and community vacations in different nations around the world. And, last but not the least, we are also providing you useful astrology assistance for buy. So, get ready and welcome the season 2012 with a beat."


Wednesday, December 28, 2011

Galay laga kay kaho kitna pyar kartay ho



Qarar de kay kabhi beqarar karteay ho...
Galay laga kay kaho 
kitna pyar kartay ho...

Nazar nazar se milay aur khumar aa 
jaye
Labon se kuch na kaho aaitbar aa jaye

Ye dil to 
bharta nahi chand mulaqaton main
Kitney tarastey rahe bheegi 
bheegi raaton main

Taveel rasta kiyon ikhtiyar kartey ho...
Galay
laga kay kaho kitna pyar kartay ho...

MAIN THAK GYA HOON BATA BATA KE



dabi dabi si wo muskurahat 
laboon pe apne saja saj ke..

wo narm lehjy mein baat karna
ada se nazrein jhuka jhuka ke..

wo aankh teri shrarti si
wo zulf mathy pe naachti si..

nazar haty na aik pal bhi
main thak gya hoon hata hata ke..

wo tera haathon ki ungliyoon ko
mila ke zulfoon mein kho sa jana..

haya ko chehry pe phir sajana 
phol chehra khila khila ke..

wo hath horoon ke ghar hon jaise
wo paon paryoon ke par hoon jaise..

nahi hai teri misaal jana..
MAIN THAK GYA HOON BATA BATA KE...

Monday, December 26, 2011

Eνєяу тιмє I Lσσк ιηтσ уσυя єуєѕ, I fєєl lιкє вєιηg ιη тнєяє,



♥ Eνєяу тιмє I Lσσк ιηтσ уσυя єуєѕ,
I fєєl lιкє вєιηg ιη тнєяє,

Eνєяу тιмє I lιѕтєη тσ уσυя νσιcє,
I fєєl lιкє lιѕтєηιηg тσ мσяє,
...
Eνєяу тιмє I тαкє уσυя ηαмє,
I fєєl тнє Lσνє тσωαяdѕ уσυ,

Eνєяу тιмє I тнιηк αвσυт уσυ,
I fєєl lιкє dяєαмιηg αвσυт уσυ,

Eνєяу тιмє I тнιηк αвσυт муѕєlf,
I fєєl тнαт I αм ιηcσмρlєтє,

Yєѕ, I αм ιηcσмρlєтє ωιтнσυт уσυя Lσνє,
Fιll му нєαят ωιтн уσυя Lσνє.. ♥

Sunday, December 25, 2011

Tumharay Shahar Main Logo Muhabbat Bhat Bikti ha

نصیحت روز بِکتی ہے، عقیدت روز بِکتی ہے
تمہارے شہر میں لوگو! محبت روز بِکتی ہے
امیرِ شہر کے دَر کا ابھی محتاج ہے مذہب
ابھی مُلا کے فتووں میں شریعت روز بِکتی ہے
ہمارے خُون کو بھی وہ کسی دن بیچ ڈالے گا
خریداروں کے جُھرمٹ میں عدالت روز بِکتی ہے
نجانے لُطف کیا مِلتا ہے ان کو روز بِکنے میں
طوائف کی طرح لوگو! قیادت روز بِکتی ہے
کبھی مسجد کے ممبر پر، کبھی حُجرے میں چُھپ چُھپ کر
میرے واعظ کے لہجے میں، قیامت روز بِکتی ہے
بڑی لاچار ہیں ساجدؔ جبینیں ان غریبوں کی
کہ مجبوری کی منڈی میں عبادت روز بِکتی ہے

Saturday, December 24, 2011

saath rehne ka waada kiya aur khud saath chor diya



saath rehne ka waada kiya aur khud saath chor diya.........
socha tha saath rehkar banayenge ek aashiyan 
aur denge tumhe khoob saari khushiyan.....
par saare sapne tootkar bhikar gaye aur
aankhon se aansuon ke leher beh gaye.......
is dil ko kaise samjhaun aur
apne aap ku kaise sambhalun......
chale gaye ho tum chor kar mera saath,....
ek din yaad aayega tumhe yehi saath aur 
laut kar aaoge tum mere pass......
phir se banayenge hum aashiyan...aur 
denge tumhe saari khusiyan..........
rahenge ham hamesha saath saath......

Apne Haathon Se Yun Chehre Ko Chhupaate Kyun Ho,



Apne Haathon Se Yun Chehre Ko Chhupaate Kyun Ho,
Mujh Se Sharmaate Ho Tou Saamne Aatay Kyun Ho...

Tum Kabhi Meri Tarah Kar Bhi Lo Iqraar e Wafaa,
Pyar Karte Ho Tou Phir Pyar Chhupaate Kyun Ho...

In Se Vaabasta Hai Jab Mera Muqaddar Phir....!!!
Mere Shaanon Se Yeh Zulf Hataatay Kyun Ho......!!

Roz Mar Mar Ke Mujhe Jeenay Ko Kehte Kyun Ho,
Milne Aatay Ho Tou Phir Laut Ke Jaatay Kyun Ho...

Apne Haathon Se Yun Chehre Ko Chhupaate Kyun Ho,
Mujh Se Sharamate Ho Tou Saamne Aatay Kyun Ho...

Friday, December 23, 2011

AJEEB LARKA HOON KHUD KO JALANA CHAHTA HOON




"Ajeeb Larka Hoon Khud Ko Jalana Chahta Hoon
Mai Khud Ko Rakh Ker Kaheen Bhool jana Chahta Hoon

... Mere Naseeb Ki Khushiyaan Bhee Kab Mili Mujh Ko
Bas Ab To Umer Bher Aansoo Bhana Chahta Hoon

Najanay Kitni Mohabbat Hai Ranj-O-Ghum Se Mujhe
Koi Bhee Dard Ho Dil Mai Chupana Chahta Hoon

Baha Baha K Ye Aasnoo Bikhar Chuka Hoon Bohat
Simat K Zaat Mai Ab Muskurana Chahta Hoon

Jisay Eik Umer Dil Mai Chupa K Rakha Hai
Wo Raaz Aaj Mai Sab Ko Batana Chahta Hoon

Wahee Hai Yaad Jo Acha Kaha Hai Logon Ne
Baqi Saaray Sitam Bhool Jana Chahta Hoon

Mujhe Zamanay Ne Pathar Samjh Liya Hai Mager
Mai Eik Larka Hoon Sab Ko Batana Chahta Hoon

Jo Mujh Se Rooth Chuke Hain Zamanay Ki Khushiyaan
To Mai Bhee Un Khushiyoon Se Rooth Jana Chahta Hoon

Koi To Ho Jo Lagaye Mujhay Seenay Se
Kisi Ko Mai Bhee Apnay Ghum Sunana Chahta Hoon

Tu Apnay Dil K Her Eik Dar Ko Khool Day
Mai Dard Ban Ker Teray Dil Mai Aana Chahta Ho ...

Kuch apne lub o lehje ko tabdeel wo karta



Kuch apne lub o lehje ko tabdeel wo karta
Phir hum se bayan ranj ki tafseel wo karta

Yak tarfa takazay to nibae nhai jate
Kuch apne faraaiz ki bhi tameel wo karta,

Ilzamm lagata wo bare sho se par,
Kch apne kiye wadoon ki takmeel wo karta,

Kuch us ko bi ehsas to hota tanhai ka,
Kuch khuwab mere khud me tabdeel wo karta..

Tuesday, December 20, 2011

Main ne tere intizar se mohabbat ki hai...!


Tere ikhlas se mohabbat ki hai,
Tere Ehsas se mohabbat ki hai,

Tu mere pas nahi hai phir bhi
Main ne Teri Yaad se mohabbat ki hai.
...
Kabhi Tu ne bhi mujhe yaad kiya tha,
Main ne un Lamhat se mohabbat ki hai.

Jin main hon sirf Teri or Meri baaten,
Main ne un Ooqat se mohabbat ki hai,

Jo mehakte hon meri mohabbat se,
Main ne un Jazbaat se mohabbat ki hai.

Tujh se milna to Khawab lagta hai,
Main ne tere intizar se mohabbat ki hai...!

Wajood apna, Na Rooh apni ~ Very Nice



Wajood apna, Na Rooh apni
Bas ik tamasha ye zeest thehri,

Na dil-lagi mein sakoon paaya,
Na aashqi mein qaraar paaya,

Na wasl lamhey hi raas aaye,
Na firaaq hi hum guzaar paaye,

Ajab ye chahat k marhaley hain,
Na jeet paaye, Na haar paaye,

Na hi yadoon ki dhunnd utri,
Na dil k daaman ko jhaar paaye,

Na aankhein khawabon ko dhoond paa'een,
Na khawab aankhon ko dhoond paaye,

Bas ik tamasha ye zeest thehri,
Wajood apna, Na rooh apni...!

Monday, December 19, 2011

Kbhi Na Hathon Se Hath Choote KhayaL Rakhna!



Kbhi Na Hathon Se Hath Choote KhayaL Rakhna!
Kabhi Na Chahat Ka Maan Toote KhayaL Rakhna!

BachAa K Rakhna Mohabat Ko Sazishon Se!
Wafa Ki DoLat Jafa Na Loote KhayaL Rakhna!

Jo Ho Mohabat To ranjishon Se Guraez Karna!
Kisi Ka Nazuk Sa DiL Na Toote KhayaL Rakhna.

Sunday, December 18, 2011

Sulaa Raha Tha Na Bedaar Kar Saka Tha Mujhe



Sulaa Raha Tha Na Bedaar Kar Saka Tha Mujhe
Woh Jaise Khawab Mein Mehsus Kar Raha Tha Mujhe,

Yehi Tha Chand Aur Is ko Gawah Thehraa Kar
Zara Saa Yaad To Kar Tune Kiya Kaha Tha Mujhe,

Tamaam Raat Meri Khawab Gah Roshan Thi
Kisi Ne Khawab Mein Ek Phool De Diya Tha Mujhe,

Woh Bhi Din Aaye Kay Khushbu Se Meri Aankh Khuli
Aur Ek Rang Haqeeqat Mein CHuu Raha Tha Mujhe,

Main Apni Khaak Pe Kaise Na Laot Kar Aati
Boht Qareeb Se Koi Pukaarta Tha Mujhe,

Daroon-e-Khayma Hi Mera Qiyaam Rehna Tha
To Meer-e-Faoj Ne Lashkar Mein Kiyon Liya Tha Mujhe.

Wo Shakhs Mery Dard Se Anjaan Sa Q Hai?


Kehty Hain Usy Shehr K Sub Log Maseeha,
Wo Shakhs Mery Dard Se Anjaan Sa Q Hai?

Be- adal He Hoti Rhi Yahan Pyar Ke Takseem,
Is Mulk Me Pyar Ka Fukdaan Sa Q Hai?

Izhaar K Bawajood B Wo Mujhko Muyasar Nhi To Phir,
Seenay Me Us Se Pyar Ka Toofan Sa Q Hai?

Jo Hum Se Koi Ta'alluk He Nhi Rakhna Chahta,
Us Shakhs K Lout Aanay Ka Imkaan Sa Q Hai?

Mitti Ka Bana Hai To Ghul Q Nhi Jata?
Pathar Ka Agar Hai To Phir Insaan Sa Q Hai...?

Thursday, December 15, 2011

Hum Nazuk Nazuk Dil wale Bus aise hi to hote hain


Hum Nazuk Nazuk Dil wale Bus aise hi to hote hain
Kabi Hanste hain Kabi Rote hain Kabi Dil mai Khuwab pirotey hain
............
Kabi Mehfil Mehfil phirtey hian, Kabi Zaat mai Tanha hote hain
Kabi Chup ki Mohrr lagate hain, Kabi Geet Labon per latey hian
...........
Kabi Sab ka Dil Behlatey hain, Kabi Khood mai Tanha hote hain
Kabi Shab-Bhar Jagte rehte hain, Kabi Lambi Taan ker sotey hain
............
Hum Nazuk Nazuk Dil wale Bus aise hi to hote hain
Kabi Hanste hain Kabi Rote hain Kabi Dil mai Khuwab pirotey hain

sher hota hai ab mahiinoN meN


sher hota hai ab mahiinoN meN
zindagi Dhal gayii mashiinoN meN


pyaar kii roshnii nahiiN miltii
in makaanoN meN, in makiinoN meN


dekh kar dostii kaa haath baDhaao
saaNp hote haiN aastiinoN meN


qahar kii aaNkh se na dekh inko
dil dhaDakte haiN aabgiinoN meN


aasmaanoN kii Khair ho yaa Rab
ek nayaa azm hai zamiinoN meN


voh mohabbat nahiiN rahii Jaalib
ham-safiiroN meN, ham-nashiinoN meN

Agar hoti kabi zuban is GULAAB kii


Agar hoti kabi zuban is GULAAB kii
tum se karta wo sifarish NIKAAB kii......


Kitne hi Dil tujh pe machale hai
ye sab sazish hai tere SHABAAB kii......

Ab b ankhe tarasti haiN didar ko
ab b to zeenat hai KHUAAB kii......

Ab b teri sazayen mujhe yaad hai
ab b hai mujhe chahat AZAAB kii......

Ab b wo lamha sitam dhata hai
jis lamhe ki thi jurat ADAAB kii......

Lagta NahI Ky’E Sath Nibhay’E Ga Dair Tak


Lagta NahI Ky’E Sath Nibhay’E Ga Dair Tak


LekiN Wo Mujh Ko BhOoL Na Pay’E Ga Dair Tak


*****


Jo BhI Qareeb Aay’E Ga Us Ky’E, Usy’E ZurooR..


Wo Meri DaastaN Sunay’E Ga Dair Tak……..!


*****


DOondy’E Ga Wo Mujhy’E, Enhi GalYun MeIN Ek DiN..


DOondy’E Ga Aur Mujh Ko Na Pay’E Ga Dair Tak….


*****

MaIN SaahiLoN Ki Rait Py’E LiKhuN Ga Us Ka NaaM


Wo PaaNi Py’E Mera Naqsh Banay’E Ga Dair Tak….


*****


Kis Haal MeIN HOoN Us Sy’E Bicharny’E Ky’E Baad MeiN…?


SuN Kar Usy’E YaqeeN Na Ay’E Ga Dair Tak……..

KABHI TUM MILNY AOO NA


KABHI TUM MILNY AOO NA


Tumain mahsos karna hai…


Tumari zaat main khoo kar


Tumarrah hisa banna hai…


Teri viran ankhoon main,


Tumari bikhri batooun main,


Wafa k rang bharny hain…


Tumary phool chahry pay udasi ka jo manzer hain,


Yahn apni chahat se hasi k NAQSH karny hain…


Kabhi tum milny aoo na…

Dil Kay Pass


Dil Kay Pass


Ek rat khawab main meiny dekha,


chand se pocha chupke se,


aj mujhay ik baat btaoo,


apne dil ka hal sunao,


kia koi aisa jo,


tum ko acha lagta ho,


dil kay pass jo basta ho,


chand nay tera naam lia,


main nay dil ko thaam lia,


jab se dekha hai yeh sapna,


tab se chand raqeeb hai apna……

Chand ko takne jesa hai.


Tum bin jena esa hai

Zehar ko pene jesa hai

Tum se bichar ke zinda rehna,

Hum se pucho kesa hai.

Mera tum ko takty rehna,

Chand ko takne jesa hai.

Tera hans ke batain karma,

Khilte pholon jesa hai.

Badal tere pyaar ka hamdam,

Aaj to khul ke barsa hai.

Chand ki nazrein jhuk jati hain,

Yaar mera to esa hai. . .

Chand ko takne jesa hai.


Tum bin jena esa hai

Zehar ko pene jesa hai

Tum se bichar ke zinda rehna,

Hum se pucho kesa hai.

Mera tum ko takty rehna,

Chand ko takne jesa hai.

Tera hans ke batain karma,

Khilte pholon jesa hai.

Badal tere pyaar ka hamdam,

Aaj to khul ke barsa hai.

Chand ki nazrein jhuk jati hain,

Yaar mera to esa hai. . .

Whenever I'm feeling lonely


Whenever I'm feeling lonely 
Or maybe feeling blue 
I think of all the things 
All the little things you do. 
Whenever I feel lousy 
And seem to have a frown 
I remember all the funny times 
And you just turn it upside down. 
Whenever I'm depressed 
And need you by my side 
I remember all the sweet things you say 
To make the sadness go away. 
When I need a shoulder to cry on 
You are always there 
Taking away all my fears and loneliness 
when my life's a mess. 

Pyar ki raah main aisay bhi maqaam aatay hain


Pyar ki raah main aisay bhi maqaam aatay hain
sirf aansu jahan insaan k kaam atay hain


unki aankhon se rakhay kya koi umeed e karam
pyas mitt jaye to gardish main wo jaam aatay hain


zindagi ban k wo chaltay hain me'ri saans k sath
un ko aisay bhi kai tarz e kharaam aatay hain


hum na chahain to kabhi shaam k saye na dhalain
hum tadptay hain to subhoon k salam aatay hain


qowwat e dast e talab ka nahin jin ko idraak
teray dar se wohi be neel maraam aatay hain


munh chupa letay hain gham hazrat e nasaih ki tarha
jab bhi maikhany main rindaan e karaam aatay hain


hum pe ho jain na kuch aur bhi ratain bhari
yaad akser wo hamain ab sir e shaam aatay hain


chin gaye hum se jo halaat ki rahoon main Qateel!
un haseenon k hamain ab bhi payaam aatay hain.

Apne Haathon Se Yun Chehre Ko Chhupaate Kyun Ho,


Apne Haathon Se Yun Chehre Ko Chhupaate Kyun Ho,
Mujh Se Sharmaate Ho Tou Saamne Aatay Kyun Ho...


Tum Kabhi Meri Tarah Kar Bhi Lo Iqraar e Wafaa,
Pyar Karte Ho Tou Phir Pyar Chhupaate Kyun Ho...


In Se Vaabasta Hai Jab Mera Muqaddar Phir....!!!
Mere Shaanon Se Yeh Zulf Hataatay Kyun Ho......!!


Roz Mar Mar Ke Mujhe Jeenay Ko Kehte Kyun Ho,
Milne Aatay Ho Tou Phir Laut Ke Jaatay Kyun Ho...


Apne Haathon Se Yun Chehre Ko Chhupaate Kyun Ho,
Mujh Se Sharamate Ho Tou Saamne Aatay Kyun Ho...

Kbhi Na Hathon Se Hath Choote KhayaL Rakhna!


Kbhi Na Hathon Se Hath Choote KhayaL Rakhna!
Kabhi Na Chahat Ka Maan Toote KhayaL Rakhna!

BachAa K Rakhna Mohabat Ko Sazishon Se!
Wafa Ki DoLat Jafa Na Loote KhayaL Rakhna!

Jo Ho Mohabat To ranjishon Se Guraez Karna!
Kisi Ka Nazuk Sa DiL Na Toote KhayaL Rakhna.

Aik jesi hoti hain ye choriyan or larkiyan


Aik jesi hoti hain ye choriyan or larkiyan
hasti hain khanakti hain ye choriyan or larkiyan


nazuk intaha ki k ik zara c thes par
toot kar bikharti hain ye choriyan or larkiyan


zindagi ki dharkano ko ik ridam sa deeti hain
zeest ko sajati hain ye chooriyan or larkiyan


apne dukh ko apne andar rakh k bhol jati hain
bahir se chamkti hain ye chooriyan or larkiyan


aik jesii hoti hain ye

Kehty Hain Usy Shehr K Sub Log Maseeha,


Kehty Hain Usy Shehr K Sub Log Maseeha,
Wo Shakhs Mery Dard Se Anjaan Sa Q Hai?

Be- adal He Hoti Rhi Yahan Pyar Ke Takseem,
Is Mulk Me Pyar Ka Fukdaan Sa Q Hai?

Izhaar K Bawajood B Wo Mujhko Muyasar Nhi To Phir,
Seenay Me Us Se Pyar Ka Toofan Sa Q Hai?

Jo Hum Se Koi Ta'alluk He Nhi Rakhna Chahta,
Us Shakhs K Lout Aanay Ka Imkaan Sa Q Hai?

Mitti Ka Bana Hai To Ghul Q Nhi Jata?
Pathar Ka Agar Hai To Phir Insaan Sa Q Hai...

Wednesday, December 14, 2011

Aansu Maine Rok Liye Hai,


Aansu Maine Rok Liye Hai,
Khwabon Ka Gharonde Tod Diya Hai,

Khat Bhi Saare Phaad Diye Hai,
Dil Ko Maine Band Liya Hia,

Band Ye Darwaze Khol Na Jana,
Tum Mujhe Ab Yaad Na Aana,

Sheesh Mahel Ke Ye Sundar Sapen,
Tune Chakna Choor Kiye Hai,
Tere Naam Pe Behte Aansu
Khamoshi Se Zabt Kiye Hai,

Zabt Ke Bandhan Tod Na Jana,
Tum Mujhe Ab Yaad Na Aana,

Ek Ek Kar Ke Saare Panchhi,
Apne Gharon Ko Chale Gaye Hai,
Prem Nagar Ke Wo Darwaze
Maine Thak Ke Band Kiye Hai,

Dar Ye Saare Khol Na Jana,
Tum Mujhe Ab Yaad Na Ana...

Jahan Raat Kabhi Bhi Soyi Na Ho,


Jahan Raat Kabhi Bhi Soyi Na Ho,
Jahan Subah Kisi Pe Royi Na Ho,
Jahan Hijr Ne Wehshat Boi Na Ho,
Jahan Koi Kisiki Khoyi Na Ho,

Mujhe Aur Kahin Le Chal Sanwal

Jahan Shaher Hoon Sare Veeran,
Jahan Log Sabhi Ho Begane,
Jahan Sab Ke Sab Ho Deewane,
Jahan Koi Hamein Na Pehchane,

Mujhe Aur Kahin Le Chal Sanwal

Jahan Nafrat Dil Mein Bas Na Sake,
Jahan Koi Kisi Ko Dus Na Sake,
Jahan Koi Kisi Pe Has Na Sake,
Jahan Koi Bhi Gunjal Kas Na Sake,

Mujhe Aur Kahin Le Chal Sanwal,

Jahan Dard Kisiko Raas Na Ho,
Jahan Koi Bhi Udaas Na Ho,
Jahan Zulmat Ki Boo Bas Na Ho,
Jahan Tu Bhi Zyada Paas Na Ho,

Mujhe Aur Kahin Le Chal Sanwal...

Gali Koonche Mein Barg-E-Khushki Ki Soorat Bikherna Tha,


Gali Koonche Mein Barg-E-Khushki Ki Soorat Bikherna Tha, 
Hawa Se Dosti Ka Koi To Anjaam Hona Tha, 


Junoonke Shaher Mein Lekin Hamari Haar Lazim Thi, 
Idhar Ek Shayera Thi, Us Taraf Zamana Tha, 


Ye Sara Umar Kis Aashuftagi Mein Raegaan Kar Di, 
Usi Ko Yaad Rakha Hai, Jise Dil Se Bhulana Tha, 


Ajab Wehshat Ka Alam Hai Samajh Mein Kuch Nahi Aata, 
Safar Ki Shab Musafir Ko Kahan Khaama Lagana Tha,


Diye Jo Baam Par Rakhe The Maine Bujh Gaye Saare, 
Isi Tareek Shab Mein Usi Ko Mere Gaanv Aana Tha, 


Wo Jab Ojhal Hua To Hum Bhi Apne Aap Se Chaunke, 
Use Awaz Deni Thi, Use Wapas Bulana Tha...

Wo Dil Hi Kya Tere Milneki Jo Dua Na Kare,


Wo Dil Hi Kya Tere Milneki Jo Dua Na Kare,
Main Tujhko Bhool Ke Zinda Rahoon Khuda Na Kare,

Rahega Sath Tera Pyar Zindagi Bhar,
Ye Aur Baat Hai Meri Zindagi Wafa Na Kare,

Ye Thik Hai Nahi Marta Koi Judayi Mein,
Khuda Kisise Kisiko Magar Juda Na Kare,

Suna Hai Usko Mohabbat Duwayein Deti Hai,
Jo Dilpe Ch'ot To Khaye Magar Gila Na Kare,

Zamana Dekh Chuka Hai Parakh Chuka Hai Use,
Hum Jaan Se Jaaye Par Ilteja Na Kare...

Dard Apnata Hai Paraye Kaun,


Dard Apnata Hai Paraye Kaun,
Kaun Sunata Hai Aur Sunaye Kaun,

Kaun Dohraye Wo Purani Baat,
Gam Abhi Soya Hai Jagaye Kaun,

Wo Jo Apne Hai Kya Wo Apne Hai,
Kaun Dukh Jhele Aazmaye Kaun,

Ab Sukun Hai To Bhulane Mein Hai,
Lekin Us Shakhs Ko Bhulaye Kaun,

Aaj Phir Dil Hai Kuch Udaas Udaas,
Dekhiye Aaj Yaad Aaye Kaun...

Use Yaad Karke Na Dil Dukha, Jo Guzar Gaya Wo Guzar Gaya,


Use Yaad Karke Na Dil Dukha, Jo Guzar Gaya Wo Guzar Gaya,
Kahan Laut Kar Koi Ayega, Jo Guzar Gaya Wo Guzar Gaya,

Nayi Subah Hai Nayi Shaam Hia Naya Shaher Hai, Naya Naam Hia
Wo Chala Gaya Use Bhool Ja, Jo Guzar Gaya Wo Guzar Gaya,

Koi Ayega Koi Jayega Koi Jayega Koi Ayega,
Suno Raston Ki Sada Suno, Jo Guzar Gaya Wo Guzar Gaya,

Tere Paas Tere Habib Hia, Jo Nahi Mia Wo Naseeb Hai,
Koi Phool Kehta Hai Muskura, Jo Guzar Gaya Wo Guzar Gaya,

Mujhe Patjhadon Ki Kahaniya Na Suna Suna Ke Udaas Kar,
Naye Mausamon Ka Pata Bata, Jo Guzar Gaya Wo Guzar Gaya,

Yahan Aitbaar-O-Yakeen Hai Ye Haqeeqaton Ki Zameen Hia,
Zara Der Ka Koi Khwab Tha, Jo Guzar Gaya Wo Guzar Gaya...

Khushal Se Tum Bhi Lagte Ho, Yun Afsurda To Hum Bhi Nahi,


Khushal Se Tum Bhi Lagte Ho, Yun Afsurda To Hum Bhi Nahi,
Pehchanne Wale Jante Hai, Khush Hum Bhi Nahi Khush Tum Bhi Nahi,

Tum Apni Khudi Ke Pehre Mein, Or Dam-E-Gharoor Mein Jakde Hue,
Hum Apne Za-Am Ke Narghay Mein, Haath Hamare Pakde Hue,

Ek Muddat Se Ghatan Pehchan, Tum Rabt-O-Guraiz Ke Dharon Mein,
Hum Apne Aap Se Uljhe Hue, Pachtave Ke Angaron Mein,

Mashor-E-Talatum Aaj Bhi Ho, Jo Tumne Kinare Dhund Liye,
Toofan Se Sambhle Hum Bhi Nahi, Kehne Ko Sahare Dhoond Liye,

Khamosh Se Tum Hum Mohar Ba-Lab, Jug Beet Gaye Tumse Baat Kiye,
Suno Khel Adhoora Chhodte Nahi, Bina Chaal Chale Bina Maat Kiye,

Jo Bhagte Bhagte Thak Jayein, Wo Saaye Ruk Bhi Sakte Hai,
Chalo Todo Kasam Ikraar Karein, Hum Dono Jhuk Bhi Sakte Hai...

Pehle Pehle To Khwabon Ka Dam Bharne Lagti Hai,


Pehle Pehle To Khwabon Ka Dam Bharne Lagti Hai,
Phir Aankhein Palkon Mein Chhup Kar Rone Lagti Hai,

Jaane Tab Kyon Suraj Ki Khwahish Karte Hai Log,
Jab Baarish Mein Sab Deewarein Girne Lagti Hia,

Tasveeron Ka Rog Bhi Aakhir Kaisa Hota Hia,
Tanhayi Mein Baat Karo To Bolne Lagti Hai,

Saahil Se Takrane Wali Vehshi Maujein Bhi,
Zinda Rehne Ki Khwahish Mein Marne Lagti Hia,

Tum Kya Jaano Lafzon Ke Aazar Ki Shiddat Ko,
Yaadein Tak Sochon Ki Aag Mein Jalne Lagti Hai...

Aate Aate Mera Naam Sa Reh Gaya


Aate Aate Mera Naam Sa Reh Gaya
Uske Honton Pe Kuch Kanpata Reh Gaya

Wo Mere Saamne Hi Gaya Aur Main
Raaste Ki Tarah Dekhata Reh Gaya

Jhuth Wale Kahin Se Kahin Badh Gaye
Aur Main Tha Ki Sach Bolata Reh Gaya

Aandhiyon Ke Iraade To Achhe Na The
Ye Diya Kaise Jalata Hua Reh Gaya

Sar Mein Sauda Bhi Nahi Dil Mein Tamanna Bhi Nahi,




Sar Mein Sauda Bhi Nahi Dil Mein Tamanna Bhi Nahi,
Lekin Is Tark-E-Mohabbat Ka Bharosa Bhi Nahi,

Yun To Hungame Uthate Nahi Deewane-E-Ishq
Magar Aye Dost Kuch Aison Ka Thikana Bhi Nahi,

Muddatein Guzari Teri Yaad Bhi Aayi Na Hamein,
Aur Hum Bhul Gaye Ho Tujhe Aisa Bhi Nahi,

Ye Bhi Sach Hai Ke Mohabbat Mein Nahi Majboor,
Ye Bhi Sach Hai Ke Tera Husn Kuch Aisa Bhi Nahi,

Dilki Ginti Na Yaganon Mein Na Beganon Mein,
Lekin Is Jalvaagaah-E-Naaz Se Uthta Bhi Nahi,

Badguman Ho Ke Mil Aayi Dost Jo Milana Hai Tujhe,
Ye Jhijhakte Hue Milna Koi Milna Bhi Nahi,

Shikwa-E-Jaur Kare Kya Koi Us Shokh Se Jo,
Saaf Qaayal Bhi Nahi Saaf Mukarta Bhi Nahi,

Meherbani Ko Mohabbat Nahi Kehte Aye Dost,
Aah Mujhse To Meri Ranjish-E-Bejan Bhi Nahi,

Baat Ye Hai Ke Sukun-E-Dil-E-Vehshi Ka Makaam,
Kunj-E-Zindan Bhi Nai Vusa'at-E-Sehra Bhi Nahi,

Muh Se Hum Apne Bura To Nahi Kehte Ke,
Hai Tera Dost Magar Aadmi Achha Bhi Nahi...


Monday, December 12, 2011

Manzil Nahi Milti,


Manzil Nahi Milti, 
Rasta Nahi Dikhta,
Ho Kar Juda Tujhse,
Mujhe Sahara Nahi Milta, 

Roz Jeeti Hoon
Roz Marti Hoon,
Tere Jaane Ke Baad, 
Jeene Ka Aasra Nahi Milta, 

Har Awaz Pe Chonk Jaati Hoon,
Har Aahat Pe Mud Ke Dekhti Hoon, 
Kho Kar Tujhe
Tera Saaya Nahi Milta, 

Hai Yakeen Mujhe
Laut Ayega Wo Bhi, 
Magar Tab Tak
Saans Ko Rabta Nahi Milta,

Theher Jaye Is Dilki Dhadkan,
Sukoon Mil Jaye Is Bechain Ko, 
Dua Karo Ke Is Rooh Ko
Jaane Ka Raasta Nahi Milta...

Bechain Bahut Phirna Ghabraye Hue Rehna,


Bechain Bahut Phirna Ghabraye Hue Rehna, 
Ek Aag Si Jazbon Ki Behki Hui Rehna, 

Chhalkaye Hue Chalna Khusbu-E-Begani Ki, 
Ek Baag Sa Tha Apna Mehakaye Hue Rehna, 

Is Husn Ka Shevaa Hai, Jab Ishq Nazar Aaye,
Parde Mein Chale Jaana, Sharmaye Hue Rehna, 

Ek Shaam Si Kar Rakhna Kaajal Ke Karishme Se, 
Ek Chand Sa Aankhon Me Chamkaye Hue Rehna, 

Aadat Hi Bana Li Hai Tumne To Munir Apni, 
Jis Shaher Mein Bhi Rehna Uktaye Hue Rehna...


Dhalte Suraj Ne Kaha Raat Ki Tareeki Se


Dhalte Suraj Ne Kaha Raat Ki Tareeki Se
Hoti Hai Qadr Roshni Ki Roshni Ke Baad, 


Maine Mana Tu Zindagi Hai Main Sakoot Magar
Hoti Hai Jugnuon Ki Subah Roshni Ke Baad


Tere Aate Hi Theher Jaata Hai Duniya Ka Safar
Hoti Hai Zindagi Ki Subah Roshni Ke Baad


Tu Zindagi Hai Tera Kaam Safar Karna Hai, 
Hoti Hai Pursakoon Fiza Roshni Ke Baad, 


Tu Gar Kitna Bhi Kahe Tujhko Bhi Chahat Hai Meri, 
Jalte Hai Munderon Pe Diye Roshni Ke Baad, 


Mujhse Kya Talluq Jalte Hue Chiragon Ka, 
Jalte Hai Gar Wo Bhi To Yahan Roshni Ke Baad, 


Meri Chahat Mein To Shamil Hai Khuda Ki Chahat, 
Milte Hai Mustafa Se Khuda Roshni Ke Baad, 


Maine Mana Tere Mairaj Hai, Mairaj-E-Mustafa Lekin,
Laate Hai Wo Tashreef-E-Jahan Roshni Ke Baad, 


Inhi Baaton Mein Achanak Ye Din Gharoob Hua, 
Kaun Jaane Hai Yahan Kis Ki Kadar Roshni Ke Baad...

Kis Kadar Siyaah Hia Din,


Kis Kadar Siyaah Hia Din,
Aur Safed Raatein Hia, 
Maut Ki KhaMoshi Mein,
Zindagi Ki Baatein Hai, 
WaQt Ruk Gaya Hai Aur 
Chand Taare Chalte Hai, 
Bujh Gaya Hai Ye Suraj 
JisM Saare Jalte Hai, 
Dekhte Hia Haath Aur Pair
Aankh Sochti Hai Ab
Lab Sile Hue Hai Aur 
Sach Bolte Hia Ab,
Sach Bolte Hia Ab,
Saans Ab Dhadakte Hai
Dil Lahoo Mein Behta Hia, 
JisM Mein Mera Lekin,
Koi Aur Rehta Hai, 
Dard Hai Mere Lekin,
Koi Aur Sehta Hai, 
DushaMni Hia Yaaron Se, 
Bolti Hai Tasveerein,
Raaz Saari Duniya Ke, 
Kholti Hai Tasveerein,
Khaar Mein Hia Khushbu Aur 
Phool Khoon Rulate Hai, 
De Sakun Angaare, 
Honth Ab Jalaate Hai, 
Raaste Bhi Sidhe Hai, 
Manzilein Bhi Aasan Hai, 
Na Koi Musafir Hai
Na Hi Koi SaMaan Hia, 
Khwahishein Nahi Hai Aur, 
Na Hi Hia Koi Maksood,
JisM-O-Rooh Ka Rishta, 
Ab Kahin Nahi Maujood...

Sehraon Ki Pyaas Ko Pee Kar


Sehraon Ki Pyaas Ko Pee Kar 
Chalne Wale 
Tanha Dasht Mein Jalne Wale 
Aye Sehra Nawardon! 
TuMne Mujhko Parkha Jana? 
Barish Ki Hasrat Rakhne Wale 
Main Ek Murat Pathar Ki 
Haan Main 
Pathar Ki Ek Tootti Morat 
Garche TuM Pe Baras Gaye To 
Sangrezon Ki Ye Barish 
TuM Ko ZakhMi Kar Degi...