Friends
If You Want To Share Ghazals With Friends Then Click On Share Button Below The Post Regards.
GhazalWorld Team

Friday, November 25, 2011

hain ishq toh


hain ishq toh
ishq toh
hain ishq toh ishq toh gale se laga le
ek jhalak ko ankh taras gayi
aa saamne aur tham le teri aamanat yaar main
deedar de
deedar de deedar de deedar le deedar de
hain ishq toh ishq toh gale se laga le

(abhi koi armaan rang na laya
abhi koi dil ko chal nahi paya)
abhi koi aankhon mein sapna nahi hain
abhi koi jadooo chal nahi paaya
tu pyar ki yeh kashtiyan kar de jara ve paar re
deedar de
deedar de deedar de deedar le deedar de

(abhi koi dil main jashn hua hain
abhi koi taza zakhm mila hain)
abhi khamoshi bhi khamosh si hain
ke koi mujhko soch raha hain
bechainiya, betaabiyan karne lagi singar ve
deedar de
deedar de deedar de deedar le deedar de
hain ishq toh ishq toh gale se laga le
ek jhalak ko ankh taras gayi
aa saamne aur tham le teri aamanat yaar main
deedar de
eedar de deedar de deedar le deedar de